kitni maasoom hai kitni qatil hai tu aye mohabbat bata kiya cheez hai tu sasoo ki sasoo se tu guftago hai armaa bhre dil ki tu aarzo hai tu jo nnahi tu zindagi nahi hai zindagi se bhi hasee tu hi tu hai kitni zarori kitni adhori hai tu aye mohbbat bata kiya cheez hai tu jiski khatir hum likhte thy apni palko se gazal jiske waste hum jaagte thy shaam o saher dil se dil ki tu hi awaaz hai her aashiqo ke dil ka tu hi saaz hai kitni shffaaf tu kitni humraaz hai tu lafzo main kiya tera naam do main anmool hai tu kiya enaam do main kitni chunchal kitni khamosh hai tu kabhi shola tu kabhi shabnam tu kabhi aag hai tu aye mohabbat bata kiya cheez hai tu?