|
|
EHHSAAS said: baat toh bahut sahi hai..... jo cheez jiske paas hoti hai use uski kadar nhi hoti aur us cheez k goom hone k baad mehsoos hota hai ki woh cheez hamare liye kya maine rakhti thi................. November 09, '08 |
|
|
riyababy said: kitni babas he zindagi kismat ke age, har sapna tut jata haihaqiqat ke age jisne kabhi duniya me jukhana nahisikha wo bhi jhuk jate he aap jase "dost ke aage. October 24, '08 |
|
|
EK-AJNABHI said: Kisine dil ko is kadar chhoo liya, ki hum kisi aur ko chhoo naa sake, hum to chale the dost banane , woh to DHADKAN bante chale gaye..... ![]() October 21, '08 |
|
|
deen25 said: dekha jaye to suha ji mohabbat wo hoti hai jo dil ki gehraiyuo se ki jaaye.. Sacche dil se ki jaane to mohabbat ka maja hi kuch aur hota hai.. AAKHIR ME BUS ITNA HI KAHUNGA KI.. **MOHABBAT SIRF MOHABBAT HOTI HAI IS KHOOBSURAT JAHAN ME HAR TARAF MOHABBAT HAI.. BUS DEKHNE KA NAJRIYA PAK AUR DIL ME MOHABBAT HONI CHAHIYE** October 10, '08 |
|
|
deen25 said: Aapne puccha.. Mohabbat Kya Hai? Samandar ne kaha:- Mohabbat samandar ki gehraiyon may chupi hui ek seepi hai.. Jiss me chahat jaisa anmol moti mojuud hai.. Baadal ne kaha:- Mohabbat ek dhanak hai.. Jiss me har Rang Nomaya hota hai.. Shayar ne kaha:- Mohabbat ek aisi ghazal hai.. Jo har ek sunne wale ke dil me uttarti chali jati hai.. Saaz ne kaha:- Mohabbat ek aisa geet hai.. Jo Dil me uttar jata hai.. Mali ne kaha:- Mohabbat gulshan ke phool ki woh dilkash khusboo hai.. Jiss se sara gulshan mehak utthta hai.. Ankhon ne kaha:- Mohabbat ansuon ka samandar hai.. Jo kisi ke intezar me khamoshi se behta hai.. Dil ne kaha:- Mohabbat kisi ko Khamoshi se chahe jane ka naam hai.. Agar usse aakhiri waqt tak bhi Izhar na kiya jaye.. Naseeb ne kaha:- Mohabbat karne wala duniya ka khush Kismat tareen insaan hai.. Aur jisske Dil me Mohabbat nahin.. Woh duniya ka Bad Tareen shakhs Hai.. Nafrat ne kaha:- Ki Aakhir Jeet Mohabbat ki he Hoti hai. October 10, '08 |
|
|
SHAKKAR_KA_TUKDA said: hua to pashtayee na hua to bhi pashtayee wo hai mohabbat ... ![]() October 05, '08 |
|
|
CHOUS-POWER said: mohabat ka dusra naam ek dusre k leyee tadapta hota hy .... ![]() October 03, '08 |
|
|
DARD-E-DILL said: Mohabbat Suhani Subha hoti hai Mohabbat Suhani Shaam hoti hai ... jaha se shoro us ki inteha Suha hoti hai .... ![]() September 25, '08 |
|
|
khankayamatali said: MOHABAT WO HAI JO NA BATAII JATI HAI NA SAMJAI JATI HAI YE TO SIRF NAJROO SE HI SAMJAII JATI HAI September 19, '08 |
|
|
DARD-E-DILL said: mohabbat ka irada ab badal jana bhi mushkil hai tumhe khona bhi mushkil hai tumhe paana bhi mushkil hai udaasi tere chehre ki gawara bhi nahi lekin teri khatir sitare tod kar laana bhi mushkil hai zara si baat par aankhe bhigo kar baith jate ho tumhe to apna haal e dil bata pana bhi mushkil September 19, '08 |
Recent posts
Recent Visitors