Posted on: Jul 04, '09

W A Q T
Kal yahan bat-ti thi khushiyan aaj hay matam wahan. WAQT laya tha baharen, WAQT layahe fiza, WAQT-se deen aur raat, WAQT-se kal aur aaj. WAQT-ki har sheh ghulam,WAQT-ka har sheh pe raaj. WAQT-ki gardishon pe hay chand-taron-ka nizam,WAQT-ki thokar-me hay kya hukumat kya samaj. WAQT-ki paband hay aati-jaati rounken. WAQT hay phoolon-ki sej,WAQT hay kanto-ka taaj. Aadmi-ko chahiye WAQT-se darkar rahe,kaun jane kis ghadi WAQT-ka badle mizaz....WAQT-se deen aur raat...apka mussa
Tags: