pyar aandha hota hai.pyar zindagi ka ek pyara ehsaas hota hai,ye doobtay ko sahara deta hai.ek saacha pyar agar zindagi mein zisko mil jaaye toh ye toh woh hi jaanta hai ki use kya mil gaya hai.kher meri taraf se aap sabhi pyaar karne waloo ko dher saari shubh kaamnayein. aapko aapka pyaar mile.