by RehmanGoa
Hi! dear..
♣♣

♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣

♣♣
YOU are being happy means everything to ME
♣♣

♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣♣

♣♣
Woh khushiyon ko mere jalaa dega,
yaad ke sab nishan mita dega;
Teri tanhaai mujhko dass legi,
mera gham mujhe housala dega;
Kyu kisi dar pe mei haath failau,
jo bhi dega mera khuda dega;
Khud tujhe raasta banaana hai,
koi tujhko na raasta dega;
aisa lagata hai yeh hijra ka mousam,
aaj phir mujhko rula dega!
♣♣

♣♣♣♣♣♣♣♣ HIT For U♣♣♣♣♣♣♣

♣♣
TAKE CARE..
