by KevinDoshi
chand
taro se saji raat bhala kya mange, jisko mil jaye tera saath bhala kya
mange, lab pe aaee aur kabul ho gayi aab dua mein uthe haath bhala kya
mange, jiski khawbon ko takmil use kya gam ho, mil gayi jisko kayenat
bhala kya mange, manzil-e-dosti se aage bhi kadam kya jaye tere dosti
se saje haath bhala kya mange, paa liya jiske andheron nein roshni ka
sabab uske mahke huye jajbat bhala kya mange.Â