by Its_me_mamta
1 kavita ...Â
Â
Yahan apni apni bari par,
Sab hanstey hain, sab rotey hain,
Dil to sab ka hai,
Aur dukh bhi sabke hotey hain,
Â
Kuch ashk dilon par girtey hain,
kuch mitti main mil jatey hain,
Kuch lafaz ada ho jaty hain,
kuch honthon main sil jatey hain,
Â
Mana ki adhure rehtey hain,
Par Khawab to sabke hotey hain,
Kuch kho kar bhi paa lete hain,
Kuch paa kar bhi kho dete hain,
Â
Â
Yahan apni apni bari par,
Sab hanstay hain, sab rotey hain.
Â


Â
......  poetic HIT  ......