by softydream
hi,
how are you?
aaj unko maine khafa kar diya,
aisa laga jaise khuda se daga kar diya,
unhe kaise manau sochti rahi din raat,
aaj aansuno ne bhi aane se mana kar diya.
dariya wafano ka kabhi rukta nahi,
mohabbat me insan kabhi jhukta nahi,
khamosh hnu main kisiki khushi ke liye,
aur wo samajhte hain ki dil hamara dukhta nahi.
allah apko har khushi adaa kare jindagi ne wafa ki to fir mulakat hogi
caho ting tong duddy asta lavista eat and sleep well.
saio nara khuda hafiz takecare goodnight.