by sa-m-i-t
Agar kal hum na bhi rahen..
humari yaadein sada rahengi....
sirf nazar uthake dekhna chand ko..
humari dosti ki tasveer wahan bani rahegiÂ
Sar jukaogay to, pathar devta ho jayega,
Itna mat chaho usay, woh be-wafa ho jayega
Hum bhi dariya hain hamein, apna hunar maaloom hain,
Jis taraf bhi chal padangay, raasta ho jayegaÂ
Hum bhi dariya hain hamein, apna hunar maaloom hain,
Jis taraf bhi chal padangay, raasta ho jayega
Main khuda ka naam lay kar, pee raha hoon dosto,
Zahar bh