by Gajanan9
.....Words cannot express the impact this song had on me.
Mai Kabhi Batalata Nahi ,
Par Andherese darta hu Mai Maaa,
Yu To Mai Dikhlata Nahi ,
Teri Parwaah Karta Hu Mai Maaa,
Tuze Sab Hai Pata hai Na maaa,
Tuze Sab Hai Pata meri...... maaa,
Bheed Mein Yun Na Chhodo Mujhe
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa
Bhej Na Itna Door Mujhko Tu
Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura Meri Maa