by Ri33
Hiiiiiiii,
How r u??????????
Kabhi aansu chupa chupa k roye,
Kabhi Daastan-e-gham suna k roye,
Raat katti hai Intezar-e-yaad me,
Hum raat bhar Taaron ko jaga jaga k roye,
Phir wo na aaye raat ka Wada kar k,
Hum tamam raat Shama jala jala k roye,
Aaj raat un k aane ki umeed thee humain,
Wo na aaye hum Ghar ko saja saja k roye,
Suna hai k dua se hoti ha Murad poori,
Hum sari raat Haath utha utha k roye.
Hit 4 uuuuuuuu