by sanju3882
♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬
Har raat ek naam yaad aata hai
Kabhi subah shaam yaad aata hai,
Jab sochta hu ke karlu dusri mohabbat,
Par phir se peheli mohabbat ka anjam yad aata hai.
♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬♥╬╬
Zara si baat der tak rulati rahi
Khushi me bhi aankhe aansu bahati rahi,
Koi kho ke mil gaya to koi mil ke kho gaya
Zindagi humko bas aise hi aazmati rahi.

Good MoRnInG

HIT 4 *U*

SaNjU